People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 21 *

Bolo Ji Bolo
Singer: Pankaj Udhas
Album: Yaara(2007)
Tag: other
Video:
bolo ji bolo, aankhiyan to kholo
ghunghta to ud ud jaye
bolo ji bolo, aankhiyan to kholo
bolo ji bole

tere milan ki kahe abhagan
din chadhane ko jaag suhagan
jhilmil jhilmil chaand sitaare
jaage to sang karein ishaare
sang sajana ke holo
bolo ji bol, aankhiyan to kholo
bolo ji bole

daali daali phooli re bagiyan
jhuk gayi hain sakhe pak gai re ambiya
daali daali phooli re bagiyan
jhuk gayi hain sakhe pak gai re ambiya
kuk kare hain koyal van mein
soch rahi kya man hi man mein
rang piharva ke gholu
bolo ji bolo, aankhiyan to kholo
bolo ji bolo, aankhiyan to kholo
ghunghta to ud ud jaaye
bolo ji bole
Yaara Teri Galiyon
Singer: Pankaj Udhas
Music: Pankaj Udhas
Album: Yaara(2007)
Tag: other
Video:
yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
rag rag behati aankhein dar dar behaki yaadein
rag rag behati aankhein dar dar behaki yaadein
soyi soyi har gali se uth rahi hai sard saansein bhigi raatein
yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara
yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara

teri gali mein yaara kabse bhatak raha hoon
tu chilmano ke pichche main bepard jal raha hoon
hai dar badar fakiri tera hoon bas tera hoon
leke yahin tamanna ji ji ke mar raha hoon
chhuti chhuti jaaye raahi, ruthi ruthi si sadaayein
uss athariya tera manjar ek leher si uth rahi hai dil ke andar
yaara tere kuche mein tuta hai koyi taara
yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara

maangu khuda se abb kya,ik shab wasal ki paayi
kaisi kathin thi raahein kiitne thake the raahi
sehra mein thi aawaazei dekhi na par dikhaayi
dariya mein uthati mauje maujon se aashinaayi
sehra sehra teri aahat, dariya dariya teri chaahat
baadlon ka chup se aana baras jaan kya haqiqat kya fasaana
yaara inhi ramjo mein paaya tera najaara
yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
Mai Dil Ki Dil Mein Rakhta Hoon
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Main-Dil-Ki-Dil-Mein/XUUDVAwAcAc
Video:
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)) - (2)

main apani kahaani kaise kahu usame tera naam bhi aayega - (2)
gar hogi meri ruswaayi toh sar tera bhi jhuk jaayega
anjaam-e-muhabbat kya hoga yeh sochake main ghabraata hoon
tu na mujhe pehchaan saka, bas isaka mujhe afsos hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)

mujhame kitani bechaini hai main kaash tujhe batala paata - (2)
chaahat ke saare jakhmon ko main kaash tujhe dikhala paata
main apane iss paagal dil ko har baar samjhaata hoon
maana madhosh hai pyaar mra lekin mujhame toh hosh hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
utana woh khaamosh hai
Dil Jabse Toot Gaya-1
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Salaami/Dil-Jab-Se-Toot-Gaya-Duet-Version/PBsFZUwEeGA
Video:
dil jab se tut gaya
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
jan-e-wafa jane na tu
jan-e-wafa jane na tu jakhmo ko hum kaise site hai
kaise tere bina hum jite hai
kaise tere bina hum jite hai

jaam ka hai sahara varna kya hai humara
jaam ka hai sahara varna kya hai humara
ye dava jo na pite hum bhala kaise jite
dekhe mudke jaha hai vaha bebasi
bekhudi ban gayi ab meri jindagi
sath tera chhut gaya kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai

tujhpe karke bharosa humne khaya hai dhokha
tujhpe karke bharosa humne khaya hai dhokha
pahle jo jaan jate tujhse dil na lagate
apni har aarzu aansuo me dhali
dard ki aag me har tamana jali
kisko pata kisko khabar jakhmo ko hum kaise site
kaise tere bina hum jite hai
kaise tere bina hum jite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
jan-e-wafa jane na jane na tu jakhmo ko hum kaise site hai
kaise tere bina hum jite hai, kabhi jyada kabhi kam pite hai
jaise tere bina hum jite hai, kabhi jyada kabhi kam pite hai
Dil Jabse Toot Gaya
Singer: Pankaj Udhas
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Salaami/Dil-Jab-Se-Toot-Gaya-Solo-Version/OTcvdjICU0c
Video:
dil jab se tut gaya
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
dil jab se tut gaya
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai

jam ka hai sahara, warna kya hai hamara
jam ka hai sahara, warna kya hai hamara
ye dawa jo na peete, hum bhala kaise jite
dekhe mud ke jaha, hai waha bebasi
bekhudi ban gayi, ab meri jindagi
sath tera chut gaya
kaise kahe kaise jeete hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai

tera wada tha jhuta, pyar ka rishta tuta
tera wada tha jhuta, pyar ka rishta tuta
tune parda hataya, asli chehra dikhaya
bewafa bekhabar, sangdil beraham
sochte hai tujhe, kya kahe ham sanam
kisko pata kisko khabar
jakhmo ko hum kaise site hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
Yaado Ka Ek Jhonka Aaya
Singer: Pankaj Udhas
Music: Pankaj Udhas
Lyricist: Pankaj Udhas
Tag: Hindi
Video:
dard chamka rahi hai teri yaad
nur barsa rahi hai teri yaad
dil ki vaadi me, chandani ki tarah
failti ja rahi hai teri yaad

yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad
yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad
pehle itna roye nahi the
pehle itna roye nahi the
jitna roye barso baad, barso baad
yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad

lamha lamha ghar ujda hai
mushkil se ehsaas hua
lamha lamha ghar ujda hai
mushkil se ehsaas hua
mushkil se ehsaas hua
patthar aaye barso pehle
shishe tute barso baad
patthar aaye barso pehle
shishe tute barso baad
yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad

aaj humari khaak pe duniya
rone dhone baithi hai
aaj humari khaak pe duniya
rone dhone baithi hai
rone dhone baithi hai
phul huye hai jaane kaise
itne saste barso baad
phul huye hai jaane kaise
itne saste barso baad
pehle itna roye nahi the
pehle itna roye nahi the
jitna roye barso baad, barso baad
yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad

bhul bhi jaao kisne toda
kaise toda, kyon toda
bhul bhi jaao kisne toda
kaise toda, kyon toda
kaise toda, kyon toda
dhundh rahe ho kya galiyo me
dil ke tukde barso baad
dhundh rahe ho kya galiyo me
dil ke tukde barso baad
yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad

dastak ki ummed lagaye
kab tak kaisar jeete hum
dastak ki ummed lagaye
kab tak kaisar jeete hum
dastak ki ummed lagaye
kab tak kaisar jeete hum
kab tak kaisar jeete hum
kal ka vaada karne waale
milne aaye barso baad
kal ka vaada karne waale
milne aaye barso baad
pehle itna roye nahi the
pehle itna roye nahi the
jitna roye barso baad, barso baad
yaado ka ek jhonka aaya
humse milne barso baad
Kisi Ki Yaad Mein
Singer: Pankaj Udhas
Music: Pankaj Udhas
Lyricist: Pankaj Udhas
Tag: Hindi
Video:
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain
bahut dino se tabiyat udaas rahti hain
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain

bichhad gaya hai, magar dil ye maanta hi nahi
bichhad gaya hai, magar dil ye maanta hi nahi
bichhad gaya hai, magar dil ye maanta hi nahi
na jaane kyu, tere milne ki aas rahti hai
na jaane kyu, tere milne ki aas rahti hai
bahut dino se tabiyat udaas rahti hain
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain

chhudake haath agar chal diya to hairat kyon
chhudake haath agar chal diya to hairat kyon
chhudake haath agar chal diya to hairat kyon
khushi hamesha yaha kiske paas rahti hain
khushi hamesha yaha kiske paas rahti hain
bahut dino se tabiyat udaas rahti hain
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain

tu apne aeb chhupane chala to hai lekin
tu apne aeb chhupane chala to hai lekin
tu apne aeb chhupane chala to hai lekin
har aaine ki nazar belibaas rahti hai
har aaine ki nazar belibaas rahti hai
bahut dino se tabiyat udaas rahti hain
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain
bahut dino se tabiyat udaas rahti hain
kisi ki yaad mere aaspaas rahti hain
Deewaron Se Milkar
Singer: Pankaj Udhas
Music: Pankaj Udhas
Lyricist: Pankaj Udhas
Tag: Hindi
Video:
divaro se milkar rona acha lagta hai
ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai
divaro se milkar rona acha lagta hai
ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai
divaro se

duniya bhar ki yaade hamse milne aati hai
shaam dhale is soone ghar me mela lagta hai
ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai
divaro se

kitne dino ke pyase honge yaaro socho to
shabnam ka katra bhi jinko dariya lagta hai
ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai
divaro se

kisko kaisar pathar maru kaun paraya hai
kaun paraya hai kaun paraya hai
kisko kaisar pathar maru kaun paraya hai
sheesh mehal me ek ek chehra apna lagta hai
ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai
divaro se milkar rona acha lagta hai
ham bhi pagal ho jayenge aisa lagta hai
divaro se divaro se divaro se
Gali Koi Apani
Singer: Pankaj Udhas
Music: Pankaj Udhas
Lyricist: Pankaj Udhas
Tag: Hindi
Video:
gali koi apni, na shehar apna koi
kaha din bitaate, kaha raat karte
gali koi apni, na shehar apna koi
kaha din bitaate, kaha raat karte
na milta agar maikada to bataao
kaha zindagi se mulaakaat karte
gali koi apni, na shehar apna koi
kaha din bitaate, kaha raat karte

masaail the kuch is kadar zindagi ke
masaail the kuch is kadar zindagi ke
kabhi zakhm bhi gin nahi paaye apne
kabhi zakhm bhi gin nahi paaye apne
tamanna thi apne se milte kisi din
kabhi khud se bhi do ghadi baat karte
gali koi apni, na shehar apna koi
kaha din bitaate, kaha raat karte

hui khair nikle jo, dairo haram se
hui khair nikle jo, dairo haram se
thikana diya maikade ki gali ne
thikana diya maikade ki gali ne
kaha jaake hum kaatate dhoop ke din
kaha khatam hum apni barasaat karte
gali koi apni, na shehar apna koi
kaha din bitaate, kaha raat karte

uthaye huye bhoj sa, dil pe koi
uthaye huye bhoj sa, dil pe koi
bhatakte rahe shehar ki bhid mein hum
bhatakte rahe shehar ki bhid mein hum
yaha kaun apna tha apne alawa
jafar kisse izhaare haalat karte
na milta agar maikada to bataao
kaha zindagi se mulaakaat karte
gali koi apni, na shehar apna koi
kaha din bitaate, kaha raat karte
kaha din bitaate, kaha raat karte
kaha din bitaate, kaha raat karte
Ek Toh Sharab Kam-1
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Ek-To-Sharab-Kum-Part-2/JgcYYEVT
Video:
ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakhm to the kitne
uspe aaina tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai

ek to tera ye husn, uspe zamana kharab
haye re tera ye husn, uspe zamana kharab
nasha hi nahi tera sath bhi, tera sath bhi chhuta hua hai
chhuta hua hai chhuta hua hai chhuta hua hai
dil uth gaya ab to teri mohabbat se
dil uth gaya ab to teri mohabbat se
phir bhi dua me ye hath ye hath
utha hua hai utha hua hai
utha hua hai utha hua hai

ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakhm to the kitne
uspe aaina tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai
Ek Toh Sharab Kam
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Ek-To-Sharab-Kum-Part-1/ETFZXCNx
Video:
kuch bhi nahin tha lekin tera sahaara tha
jo kuch bhi tha voh sab kuch
voh sab kuch luta hua hai luta hua hai

ek to sharab kam
aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam
aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakam to dekh kitne
us pe aina tuta hua hai tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai

ek to tera ye husn uspe jamana kharab
haye re tera ye husn uspe jamana kharab
nasa hi nhi tera sath bhi tera sath bhi
chuta hua hai chuta hua hai
chuta hua hai chuta hua hai
chahe lakh bana tu aashiq gairo ko magar
chahe aakh bana tu aashiq gairo ko magar
tera hont mere hont se mere hont se
jhuta hua hai jhuta hua hai
jhuta hua hai jhuta hua hai
Sai Baba Geet Sudha
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anup Jalota
Lyricist: Traditional
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maalik-Ek/Sai-Baba-Geet-Sudha/Gys8WD4EfkY
Video:
sai baba geet sudha madhuram madhuram anandam
sai baba geet sudha madhuram madhuram anandam
sai baba geet sudha madhuram madhuram anandam
sai baba geet sudha madhuram madhuram anandam

shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam
shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam
shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam
shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam

sita ram geet sudha madhuram madhuram anandam

radhe shyama geet sudha madhuram madhuram anandam
radhe shyama geet sudha madhuram madhuram anandam
radhe shyama geet sudha madhuram madhuram anandam
radhe shyama geet sudha madhuram madhuram anandam

shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam
shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam
shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam
shirdi baba geet sudha madhuram madhuram anandam

sai baba geet sudha madhuram madhuram anandam
sai baba geet sudha madhuram madhuram anandam
Ghungroo Toot Gaye To Kya...
Singer: Pankaj Udhas
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Qateel Shifai
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haar-Jeet/Ghungroo-Toot-Gaye-
tum apni raaho me
yun roshni saja lena
jahan bhi deeya na mile
dil wahan jala lena

gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya
gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya
naach ari tu bin payal
tere ghungru tut gaye to kya
tere ghungru tut gaye to kya
gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya

ghungru tute nagma tuta dil to nahi hai tera tuta
inke liye rona to nahi hai
ye pital sona to nahi hai
gayega tera pyaar gazal
tere ghungru tut gaye to kya
tere ghungru tut gaye to kya
gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya

jaha jaha tu panv dhregi
dharti ko gulrang karegi
dard hasenge gam nachega
sannata chham chham nachega
tuta nahi koi taajmahal
tere ghungru tut gaye to kya
tere ghungru tut gaye to kya
gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya

bhul kabhi ho bhi jati hai
chij koi kho bhi jati hai
khoi hui tujhe preet milegi
haar me bhi ek jeet milegi
chhod na aasha ka aanchal
tere ghungru tut gaye to kya
tere ghungru tut gaye to kya
gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya

naach ari tu bin payal
tere ghungru tut gaye to kya
tere ghungru tut gaye to kya
gori kyu hai tu bekal
tere ghungru tut gaye to kya
Ek Ek Ho Jaaye
Music: Anu Malik
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ganga-Jamuna-Saraswathi/Ek-Ek
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
jaane kab kya ho yeh kisane jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
jaane kab kya ho yeh kisane jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana

he he he he he he he ho ho ho ho aa ha ha ha ha
ginti kya karana hai jab tu milaane waala
haath se tere pi loon main zehar ka pyaala
ginati kya karana hai jab tu milaane waala
haath se tere pi loon main zehar ka pyaala
waada yaaron ka chaahe jab aazmaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana

paanv fisal jaaye toh haath thaam lena
jaan chali jaaye toh aake tu kandha dena
paanv fisal jaaye toh haath thaam lena
jaan chali jaaye toh aake tu kandha dena
kaam hai yaaron ka yaaron ke kaam aana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana

koi haseena tujhase jo ulfat karati ho
dhund nikaalenge hum jo tujhape marati ho
koi haseena tujhase jo ulfat karati ho
dhund nikaalenge hum jo tujhape marati ho
jaan lutaakar denge hum pyaar ka najraana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
jaane kab kya ho yeh kisne jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
ek ek ho jaaye phir ghar chale jaana
Tere Dar Chhod Chale
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anu Malik
Lyricist: Prayag Raj
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ganga-Jamuna-Saraswathi/Tere-
aa aa aa aa
ujale apni yadon ke hamaare saath rehane do
na jaane kis gali mein jindagi ki shaam ho jaaye

tere dar ko chhod chale
tere dar ko chhod chale
tere dar ko chhod chale

apna dil hum tod chale
apna dil hum tod chale

seema sarhad ko pyaar ne kab mana
dil ko sab apane koi na begaana
kuchh ko kami thi tere bina, suni suni jindagi thi tere bina
aaj mehmaan tera, ghar tera aaj mera
musafir ko pata kya kal kahan ho basera
karu khidmat main teri din woh maalik dikhaaye
meri mehmaan banake mere ghar tu bhi aaye
rahe tu salaamat hum toh chale
apna dil hum tod chale
apna dil hum tod chale

jaano dil dekar hum pyaar nibhaayenge
ek ishare par hum daude aayenge
aisi ghadi phir mile na mile, waqt-ai-bida hai lag ja gale
chale lekar najr mein hansi tere najaare
jindagi kaant lenge, tere yaadon ke sahaare
lutaane ko sabhi kuchh teri raahon mein nikale
tamanna hai mera dum teri baahon mein nikale
haafiz khuda tera hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
hum toh chale, hum toh chale
Aankh Mere Yaar Ki Dukhe- Male
Singer: Pankaj Udhas
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Akh-Mere-Yaar-Ki
pyar ke kitne afsane duniya ne sune sunaye
pyar ke kitne afsane duniya ne sune sunaye
aisa pyar kisine dekha ho to mujhe bataye
ke ankh mere yaar ki dukhe
ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali
ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali
sara jag pyar kare ho sara jag pyar kare
mere pyar ki bat nirali
ho ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

yaar ne dil ko kiya hai sadke maine jaan lutayi
yaar ne dil ko kiya hai sadke maine jaan lutayi
mai diwana yaar ka aye dil yaar mera sodayi
ek hath se duniya jane baje nahi tali
ke ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali
sara jag pyar kare mere pyar ki bat nirali
ho ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

yaar ka darja sabse uncha yaar hai rab se pyara
yaar ka darja sabse uncha yaar hai rab se pyara
meri aankh se koi mere pyar ka kare nazara
yaar ke kadmo me hi jannat maine to basa li

Aankh Mere Yaar Ki Dukhi

Aaj Phir Tumpe Pyar Aaya
Lyricist: Aziz Qalsi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dayavan/Aaj-Phir-Tumpe/PikfAC
aaj phir tum peh pyar aaya hai - (2)
behad aur behisab aaya hai

(aaj phir tum peh pyar aaya hai - (2)
behad aur behisab aaya hai) - (2)

samne tum ho ya hai khwab koyee
khushnasibee peh apnee hairan hu, tum dayavan devta ho mere
tumko puju key tum se pyar karu - (2)
maine kismat se tumko paya hai
aaj phir tum peh pyar aaya hai, behad aur behisab aaya hai

iss bhare shehar mai akela tha - (2)
gum tha mai jindagee key mele me, tum mile toh pata mila apna
chand utar aaya mere sine mai, tumko paya toh khudko paya hai
aaj phir tum peh pyar aaya hai, behad aur behisab aaya hai

meree har sans me samaye raho
yahee hai rat din duva meree - (2)
har khushee tumse jindagee tumse - (2)
tum hee ummid, tum hee wafa meree
maine sub kuchh tum hee se paya hai
aaj phir tum peh pyar aaya hai, behad aur behisab aaya hai
aaj phir tum peh pyar aaya hai -2, behad aur behisab aaya hai
aaj phir tum peh pyar aaya hai, behad aur behisab aaya hai

aa aa aa
chupana bhi nahi aata-2
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anu Malik
Lyricist: Rani Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baazigar/Chhupana-Bhi-Nahin-A
chupana bhi nahi aata
chupana bhi nahi aata
jatana bhi nahi aata
hume tumse mohabbat hai
batana bhi nahi aata
chupana bhi nahi aata
jatana bhi nahi aata
hame tumse mohabbat hai
batana bhi nahi aata
chupana bhi nahi aata
jatana bhi nahi aata

hatheli pe tumhara nam
likhte hai mitate hai
hatheli pe tumhara nam
likhte hai mitate hai
tumhi se pyar karte hai
tumhi se hi kyu chupate hai
tumhi se hi kyu chupate hai
juba pe bat hai lekin
sunana hi nahi aata
hame tumse mohabbat hai
batana bhi nahi aata
chupana bhi nahi aata
jatana bhi nahi aata

mohabbat kaise karte hai
koi to hamko samjhaye
mohabbat kaise karte hai
koi to hamko samjhaye
kahi aisa na ho ke
pyar bin umar kat jaye
pyar bin umar jat jaye
tumse milne ka koi
bahana bhi nahi aata
hame tumse mohabat hai
batana bhi nahi aata
chupana bhi nahi aata
jatana bhi nahi aata
Math Kar Itna Garur
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Khilona-Hai---With-Jhan
mat kar itna garur surat pe ai hasina
mat kar itna garur surat pe ai hasina
teri surat pe nahi hum toh teri sadagi pe marte hai
teri surat pe nahi hum toh teri sadagi pe marte hai
dilbar nazre milake humko yu dekh na
dilbar nazre milake humko yu dekh na
hum to aise diwano ki diwanagi se darte hai
hum to aise diwano ki diwanagi se darte hai

kyun hamara pichha karta hai
bin tere dil aahe bharta hai
kyun fida hai khilte rango pe
naaz na kar gore ango pe
hogi na teri meri dosti achchi nahi is kadar berukhi
hogi na teri meri dosti achchi nahi is kadar berukhi
dilbar nazre milake humko yu dekh na
dilbar nazre milake humko yu dekh na
hum to aise diwano ki diwanagi se darte hai
hum to aise diwano ki diwanagi se darte hai

husn to do din me dhal jaye
kyun hame baato me uljhaye
ishq hai sadiyo ka afsana
tu hume lagta hai parwana
jadu sanam tujh pe chal jayega
agar paas aaya to jal jayega
agar paas aaya to jal jayega bolo kuch to bolo
dilbar nazre milake humko yu dekh na
dilbar nazre milake humko yu dekh na
hum to aise diwano ki diwanagi se darte hai
hum to aise diwano ki diwanagi se darte hai
Aadmi Khilona Hai(Male)
Singer: Pankaj Udhas
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Khilona-Hai---With-Jhan
trashna maya lobh me
bhatak raha insaan
nazro se khone lagi
apno ki pahchaan
trashna maya lobh me
bhatak raha insaan

nazro se khone lagi
apno ki pahchaan
bas isi baat ka hi to rona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
rab jo chahe wahi to hona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai